Friday, 30 May 2014

Sad quotes

Jane Meri Aankhon Sey Kitney Aansu Beh Gaey
Insano Ki Bheerd Me Bhi Dekho Tanha Reh Gaey,

Karte Thy Jo Kabhi Apni Wafaa Ki Batain
Aaj Wohi Sanam Mujhe Bewafaa Keh Gaey...!!!

Samundar

Smandar Sary Sharab Hote To Socho Kitne Fasad Hote
Gunah Na Hoty Sawab Hote To Socho Kitne Fasad Hote,

Kisi Ke Dil Me Kyaa Chupa Hai Buss KHUDA Hi Janta Hai
Dil Agar Be'Naqaab Hote To Socho Kitne Fasad Hote...!!

Sad quotes

Kuch Haar Gayi Takdeer Kuch Toot Gaey Sapne,
Kuch Ghairon Ne Kiya Barbaad, Kuch Chor Gaey Apne...!!!

Love

Muhabbat Kya Hai Yeh Hum Nahi Janty,
Sath Nibhain Gey Yonhi Umar Bharr Tera...!!!

Riste shayari

Toot jata hai

Saturday, 24 May 2014

SAD LINE


Zindagi Kat Gayi Maanate Hue
Ab Irada Hai Rooth Jany Ka...

बेवफा शायरी

Ham Bawafa Thay Is Liye Nazron Se Gir Gaye
Shayad Usay Talash Kisi Bewafa Ki Thi

Saturday, 10 May 2014

SAD LINE


Zindagi Kat Gayi Maanate Hue
Ab Irada Hai Rooth Jany Ka...